Arzoo E Madina Best Islamic site
Read more . Quran Quotes,Hadish Quotes,Farmane Mustafaﷺ, Seerat Nabi ﷺ , Hindi Post, Urdu Post
Hazrat Ali
Get link
Facebook
X
Pinterest
Email
Other Apps
Jo tumhari khamooshi se tumhare dukh ka andaza na karsake, uske samne zubaan ka izhaar karna sirf lafzon ka zaya karna hai.Hazrat Ali Great Sayings in Urdu
SEERAT E NAWASA E RASOOL SAYYADUNA IMAAM E HASAN E MUJTABAرضي الله تعالي عنه...! Part:02/03: PART:02: INKA NAAM HASAN RAKHIYE: Huzoor Sayyad E Aalam ﷺ Ne Aapka naam Hasan Rakha 7we Roz Apka Aqeeqa Kiya Aur Hukm Diya ke Baalon Ke Wazan ke Barabar Chandi Sadqa Di Jaaye... Huzur ﷺ Se Kisi ko Surat me Wo Mushabihat Haasil Na Thi Jo Sayyadna Imam Hasan Ko Haasil thi Aapse Pehle Kisi Ka Naam "HASAN" Na Rakha Gaya Tha Ye Jannati Naam Pehle Aap Hi ko Ataa Hua... Aap 6 Saal 4 Mahine Apne Nana Jaan Huzoor ﷺ Ke Saaya E Aatefat Me Rahe Aap 7 Saal Apni Waalida Maajida Sayyada Fatima Zehra رضي الله تعالي عنه ki Aaghosh E Tarbiyat Me Rahe... Aap Taqriban 37 Saal Apne Waalid Maajid Sayyadna Ali E Murtuza رضي الله تعالي عنه Ke Fuyooz O Barkaat Se Mustafeez Rahe, Zaahir Hai Ke Aisi Paakiza Hastiyon ki Aaghosh Me Parwarish Paane Waale Imam E Jaleel Me Yaqeenan Taaseer Hogi Jo In Azeem Hastiyon Me Hai... To Be Continued In Next Part.... _____...
NABI E KAREEM Sallallahu Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Irshad Farmaya: "Aye logon..! Beshak baroz E Qayamat iski Dehshaton Aur Hisab Kitab Se jald Najat Paane Wale Shaqsh Wo honge Jisne Tum Me Se Mujh Par Duniya Ke Andar Ba Kasrat Dariodd Sharif Padhe Honge. " (Alfirdous bemasoor-ul-khataab/Vol:5/P.277/ Hadith No:8175) Farmane mustafa
Comments