NABI E KAREEM Sallallahu Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Irshad Farmaya: "Aye logon..! Beshak baroz E Qayamat iski Dehshaton Aur Hisab Kitab Se jald Najat Paane Wale Shaqsh Wo honge Jisne Tum Me Se Mujh Par Duniya Ke Andar Ba Kasrat Dariodd Sharif Padhe Honge. " (Alfirdous bemasoor-ul-khataab/Vol:5/P.277/ Hadith No:8175) Farmane mustafa
SHARIAT WA TARIQAT---------------PART—2 Shariat Chand Halaal, Haraam, Fard Wajib Ke Masail Ka Naam Nahi Hai. Shariat Jism Wa Jaan, Rooh Wa Qalb(Dill) Aur Tamaam Uloom Ilahiyah, Aur Lamutnahi(Jiski Koi Inteha Nahi) Moarif Sab Kee Jame’a Hai, Aur In Tamaam Cheezon Me Se TARIQAT Wa MAARIFAT Sirf Ek Tukde Ka Naam Hai. Isee Wajah Se Tamaam Auliya E Kraam Ke Qataee Ijma’a Se Fard Hai Ke Tamaam Haqaiq Ko Shariat Muthara Par Pesh Kiya jaye. Agar Wo Haqaiq , Shariat Ke Mutabiq Hon To Qaabil E Qabool Hain Warna Mardood Wa Ruswa Hain, To Yaqeenan Mutlaqan (Absolutely) Shariat Asl Kaar Hai, Aur Shariat Hi Sub Ka Daromadar Hai. Shariat Hi Kasauti Aur Ma’ayaar (Khare Khote Ki jaanch) Hai. Shariat Ke Maani Hai RAASTA, Aur Shariat Muhammadiya ( Salallaho Alehe Wasallam ) Ka Tarjuma Hai” MUHAMMADUR RASOOL ALLAH” Ka Raasta . Ye Maani Umoom(Aksar, Aam Tour Par) Wa Itlaaq(Aayed Hone Ke ) Ke Aitbar Se Tamaam ZAAHIR Wa BAATIN Ko Shaamil Hai, Sirf Chand...
जवानी कैसे गुज़ारे ? Part nu 02 जवानी की तारीफ़ लुगात की क़ुतुब के मुताबिक़ (बालिग़ होने से ले कर) 30 या 40 बरस तक आदमी जवान रहता है, 30 या 50 बरस जवानी और बुढ़ापे का दरमियानी वक़्फ़ा यानी उधेड़ और इस के बाद बुढ़ापा आ जाता है। ✍🏼जवानी कैसे गुज़ारे 7
Comments