Wo Ham me Se Hai

Hazrat Abd-ur-Rahman Bin Abi Umar Ansari RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Karte Hain Ki Unhone Bargah-E-Risalat Ma’ab SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Me Arz Kiya :
(Ya RasoolAllah ﷺ !) Aap Un Logon Ke Baare Me Kya Farmate Hai Jo Aap Par Iman Laaye Hala’n Ki Unhone Aap Ko Dekha Tak Nahin Aap Ki Tasdeeq Kee Hala’n Ki Aap Ko Dekha Tak Nahin.
Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Un Ke Liye Khushkhabri Hain Un Ke Liye Khushkhabri Hai Woh Hum Me Se Hee Hain.”

[Tabarani Al-Mu’jam-ul-Awsat, 08/276, Raqam-8624,
Al-Minhaj-us-Sawi, Safah-732, 733, Raqam-827.]

Comments

Popular posts from this blog

Farmane Mustafa

चुगलखोरी किसे कहते हैं

ईद का वजीफा