Namaz ki Fazilat

1- Har Namaz Pichli Namaz Ke Baad Hone Wale Gunah Mita Deti Hain. – (Tanbihul Gafileen)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
2- Namaz Se Gunaah Dhulte Hain. – (Ibne Maja)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
3- Namazi Ke Liye Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jate Hain. –(Tabrani)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
4- Namaz Imaan Ki Alamat Hain. – (Munyatul Musalli)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
5- Namaz Se Rozi Me Barkat Hoti Hain. – (Tanbihul Gafileen)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
6- Namaz Ki Toufiq Milna Allah Ta’ala Ka Aehsan Hain. –(Mukashftul Quloob)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
7- Namaz Padh kar Wahi Bethe Rahe To Farishte Dua-e-Magfirat Karte Hain. – (Abu Daud)
♡♡♡♡
8- Namaz Padhne Wale Par Nekiyo Ki Barish Hoti Rahti Hain.– (Ehyaul Uloom)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
9- Namaz Behtereen Ibadat Hain. – (Delmi)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
10- Har Hissa-E-Zamin Tamanna Karta Hai Ki Kaash! Mujh Par Koi Namaz Padhe. –(Tabrani)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
11- Namaz Buraiyo Aur Bimariyo Se Bachati Hain. –(Tazqiratul Wayezeen)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
12- Namaz Padhne Wale Ke Gunaah Muaf Ho Jate Hain. –(Mishkat Sharif)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
13- Ek Namaz Dusri Namaz Tak Ke Gunaaho Ka Kaffara Hain. –(Tanbihul Gafileen)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
14- Namazi Ke Gunaah IssTarah Jhadte Hain Jis Tarah Khiza Me Darakht Ke Patte. – (Mishkat)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
15- Namaz Se Farig Hote Hi Gunaah Muaf Ho Jate Hain. –(Kanzul Ummal)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
16- Namaz Se Sagira Gunaah Muaf Ho Jate Hain. – (MuslimSharif)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
17- Namazi Ke Sare Gunaah Jhad Jate Hain. – (TanbihulGafileen)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
18- Namazi Ko Pul-Sirat Par Sawariya Milengi. – (NuzhatulMajalis)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
19- Namaz Padhne Se Darjaat Buland Hote Hain. – (MuslimSharif)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
20- Namaz Jannat Ki Kunji Hain. – (Muslim Sharif)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
21- Namaz Yakinan Duniya Aur Usme Jo Kuch Hain Unn SabSe Behtar Hain. – (TazqiratulWayezeen)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
22- Sajde Me Banda Allah Ta’ala Ke Karibtar Hota Hain. –(Muslim Sharif)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
23- Bachcha 7 Baras Ka Ho Jaye To Use Namaz Ka Hukm Do. –(Muslim Sharif)
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Ya Allah Apne Habib Ke Sadke Hum Musalmano Ko Namaj Ki Daulat Nasib Ata Farma..
AAMEEN


Comments

Popular posts from this blog

Farmane Mustafa

चुगलखोरी किसे कहते हैं

ईद का वजीफा