Hazrath HALEEMA Raziallahu Taala

Hazrath HALEEMA Raziallahu Taala Anha Farmati Hain :
"Jab HUZOOR E AKRAM ﷺ ko apne paas laaye, hame kabhi chiragh ki zarurat hi pesh na aayi, kyun ke AAPKE Mubarak chehre ka Noor Chiragh ki roushni se zyada Roushan wo Munawwar hai, agar kisi dusre Muqaam par kabhi hame Chirag ki zarurat pesh aati to hum AAPKO us muqaam par le jate , AAP KI Barakat se usi waqt daro diwaar aur makanaat Roushan Hojate "
(Tafseer e Mazhari,vol:6 pg:514)

Comments

Popular posts from this blog

Farmane Mustafa

चुगलखोरी किसे कहते हैं

ईद का वजीफा